@SureshChavhanke@X Gandhi ko likes ki jarurat nahi ,kyunki Jin logo ne Shastri ji ko like Kiya unhone bhi Gandhi ji ko hi like Kiya.
Kyunki Shastri ji khud Gandhi ji ke anuyayi the.
@p_sahibsingh Inke pitaji ne Kiya tha islie ye balhi kare aisa jaruri nahi hai na.....do individuals hai dono ki soch alag ho sakti hai ,aur Rajiv ji ko Gaye Salo ho Gaye ab.
@MANAVSINGH_BHA @MustaqeemMewati@yadavsonu5529 Bhai aisa nahi hai ,bahut bar aisa Hua hai safar me ki Pura coach me Muslim ho ,fir bhi safar me koi dikkat nahi aayi .
Agar social media aur media aur Rajniti ko hata doge to Shayad itni problem dikhegi hi nahi kahi bhi