@ritika9ej8 Whai kuch samajh nahi aa raha hai ab Frustration bahut jyada ho Rahi hai yaar but mera dil nahin Maan raha ki avinash aisi ghatiya harkat Karega kyunki 3 mahine bb dekha hai use aur 3 mahine bahut hote hai ek insaan ko pehchanane ke liye 😟😟😟
@ChallHaatt Bas ek baat clear ho jaaye ki avinash cheating nahi ki hai bas ek clear ho jaaye fir is ladki chhodunga nahin mai bahut bhara baitha hun isse