Har dafa kisi manzil ko paqne nikra, har dafa apni hi se haar gya.
Bas ek dua hai... Mere andar jo har baar mujhe phir se koshish karne par majboor karti hai, woh chahat hi mar jaaye.
Taaki zindagi sirf hasraton ka bojh utha kar na guzre, balki khamoshi se guzar jaaye.