๐๐ปุนูููููู ููููููู ูฑูููููฐูู๐ซถ๐ป
- A platform where you'll find nothing but love for Ahlulbayt (A.S)๐ค
Labbaik ya Hussain A.S)
Shia Muslim ๐ค๐ฎ๐ท๐ฑ๐ง๐ฎ๐ณ
Mera Salam ho us Imam(a.s) pe jisne Karbala se lekar Sham tak dardnak manzar dekha apni behno or phupiyo,n ko bhare bazar me khule sar zulm hotey hue Dekha๐...!!
Kuch log duniya se chale jaate hain, magar unki yaadein kabhi nahi jaatin.
Sayyed Hasan Nasrullah ki awaaz khamosh ho gayi, lekin unka naam aur unki yaad hamesha hamare dilon me zinda rahegi.
Aapki judai ka dard aaj bhi utna hi gehra hai._๐๐ฅบ
Aye gham e sibte payambar alweda
Taziya mehrab o mimbar alweda
Fatema Zahraุณse sharminda hn ham
De sake pursa Na ji bhar alweda,,
Shor bharti (FAIZABAD)
#YaHussain
Hamid Reza Rajabzadeh ki shahadat ka jis tarah ka vivaran saamne aaya hai,use sunkar dil dahal jata hai๐
Ek mazloom insaan ke saath itni berahmi kaise ki ja sakti hai? Unki dardnaak shahadat ne har insaan ke dil ko jhinjhor diya hai. Allah unke qaatilon ko unke kiye ki saza de