@CMOfficeUP@myogiadityanath@AKSharmaOffice@UPPCLLKO sir subha ke 6 baj Gaye magar light nahi ai hai pure area ki light gai hai Bijli Ghar ka phone nahi utha Raha 1912 par bhi Kai bar complaint karadi magar koi samadhan nahi hua hai. TP NAGAR BIJLI GHAR MBD
@CMOfficeUP@UPPCLLKO@AKSharmaOffice@myogiadityanath sir subha ke 3:30 ho rahe hai par light nahi a rahi hai mene complaint bhi ki magar koi sunwai nhi hui 1912 par bhi complaint Kara di moradabad Bijli Ghar tp nagar please sir bahut garmi hai
@EMofficeUP@AKSharmaOffice@UPPCLLKO@CMOfficeUP Sir Subha se light Nahi a rahi hai bht bar call Kiya bijli Ghar aur 1912 par koi sunwai nahi hoi hai bijli Ghar hai . Shahidabad Moradabad 9997496260
@BeingSalmanKhan salman nalat hai tujh par tune ek sache insaan ko haraya nalle host sab kuch Paisa hai Tere liye sharam Ani chahiye trust me Paisa de deta hai to mahan banta hai thu hai tujh par salman aur colors par
@kamaalrkhan@BeingSalmanKhan Winner announce karne se pehle kuch accha bol sakte the salman...life k liye best wishes...kuch nahi... aur jo 2nd aya usko to kuch nahi special...alag kuch to dena tha na,akhir top 2 mei aya hai.Aur sab se jyada trp to asim ne diye hai show ko. Itna paisa kamaya ek fone hi dete