@zoo_bear Bhai tu karna kya chahta hai ?? Pehle khudne hi itna bada bawal khada karwaya ab khud ko balance kar raha hai ? Kuch matlab nahi aj tu meri nazar se girr gya kyu ke mujhe lagta tha tu haq pe khada rehne wala hai lekin nahi tu bhi dusre pratakaro ki tarha nakli paratakar hai π―β