@sunil__nain M bhi double tha but selection nhi hote hote bachh gya, Result time(4th June) M bhi soch rha tha reneet ho but ab nahi chahta bahut din ho gye ab padhne ka bhi mann nhi karta aur bhul bhi gya bahut sara๐
@postpone_neetug Court aise nhi chalta social media ki trah proof k sath baat hoti h
CBI, NTA,cybercrime sab govt ka to humlog proof kaha se layen
Student ko insaf tabhi milega jab saari agency independent rahegi
#neet2024scam
@postpone_neetug 38 mein se kuch reneet kuch no reneet andโฆ..
nta ne 10 ko late night court mein affidavit jama kiya tha isliye sabhi petitioners tak nhi pahunch paya
@Adithya82623139 Wese bhi tm Rahul Gandhi ko follow kar rahe ho aur nafrat aur abusive language ka use kar rahe ho ye sahi baat nahi. Jiske maante ho uska respect rakha karo
@Adithya82623139 M bhi neet aspirant hun aur M bhi manta hun neet scam hua h, mere post ko achhe se padho please. Mera kahna only ye tha k ugc-net pe galat news spread kar apne(#neet2024scam) ko achha dekhana sahi nahi