Ye tooty chatayi ye mitti ke bartan hekarat se nadan kya dekhta hai gareebi Mohammed s a w ke ghar me pali hai mere ghar ka saman kya dekhta hai Habibi furqan
Ya mere parwardigar har musalman ko ek aur nek bana aur sabke dilon me deen e Islam ki mohabbat paida farmade wa sabke peshaniyon me sajde ki tadap ata farma Aamin🧎🧎🧎🧎🧎🧎🧎🧎🧎