ishq ke bazar mein husn ka mela rehgaya,
bhid hai lakho ki magar dil akela rehgaya
dikhawa karne wale le gaye mohabbat sari,
shiddat seh chahane wala har insaan akela rehgaya
"I loved many before you and I'll see many after you, and I met many when I was with you, but you are outside of the geometry of repitition."
-Nazir Qabbani
agar talaash karu
koi mil hi jayega
magar tumhari tarah
kaun mujhko chahega
tumhe jarur koi chahaton se dekhega
magar woh aankhein hamari kaha seh layega
main tod leta agar tu gulab hoti,
main jawab banta agar tu sawal hoti
sab jantein hai main nasha nhi karta,
magar main pee bhi leta agar tu sharab hoti
A university degree, four books & hundreds of articles and I still make mistakes when reading. You wrote me "Good Morning" & I read it as "I love you".
- Mahmoud Darwish
woh bewafa hai toh kya mat kaho usko bura kuch,
ki jo hua so hua rakhe khush bhagwan usko,
nazar na aaye toh uski talaash mein rehna,
kahin mile toh palat kar nah dekhna usko