@Abhimanyu1305 सरकार ने Election Laws (Amendment) Act, 2021 पास किया था, जिसमें आधार और वोटर आईडी लिंक करने का प्रावधान है, लेकिन भारी विरोध और कोर्ट के दखल के बाद सरकार और चुनाव आयोग ने सुप्रीम कोर्ट में स्पष्ट किया है कि यह प्रक्रिया फिलहाल स्वैच्छिक (Voluntary) है।
@ProfNoorul Ndtv ne achha kaam kiya,
Lekin devendra singh se bhi puchhtachh kar lete kya pta usne kisi aur ko bech rakhi ho. Ya NDTV ko sirf apna agenda mil gaya
@AnnuYad34 @REAL___HINDUVT Bhai is report me sabse last me jarur sikkim hoga kyonki waha population kam hai aur up me jyada. Common sense. India ka jo average hai usse km hai crime up me. Please research then reply.
@narendramodi@Wangchuk66 Aur ha ek baat aur aap sarkar me ho, iska karan congress ki galtiya hai. To aap bhi aesi galtiya mat kro ki logo ko dusra option sochna pade.
@narendramodi Modi ji,
@Wangchuk66 ji ne apni baat kahne ke liye 5 baar anshan kiya paidal yatra ki phir bhi aapki sarkar ne ansuna kar diya. Galat hai ye. Faltu time to bahut hai apke pass bs apne logo se milne aur unki problem sunne ka time nahi hai.
@Imranilahi007@prashu0029@sachingupta Vese baat sirf is video ki thi, jo mene observe Kiya wo bta diya,,,aur jaha tk partiyo ki baat hai, dono hi barabar hai. Neta sab ek jese hai jyadatar gunde hai aur peso se matlab rakhte hai