@vineetJindal19@ArshadMadani007 जमीयत उलेमा-ए-हिंद (Jamiat Ulama-i-Hind) ने 1947 में भारत के विभाजन का कड़ा विरोध किया था। उन्होंने संयुक्त राष्ट्रवाद (Composite Nationalism) की अवधारणा का समर्थन किया, जिसका अर्थ था कि हिंदू और मुस्लिम एक ही देश के हिस्से हैं।
@Saumil80@avidandiya Hello. All muslims not supported.
Only a few muslims supported.
Woo sab hamari side wale andhbhakt hai joo inko support kar rahe hai
@muftiSalmanAzha Haan too parody account wale bhaiya yee batao. Isme beizzat kaha hai. Unhone sirf new and old kaha hai. Har ek baat per react karna farz too nhi hai waise?
@Warlock_Aditya Iska Matlab (Asaan alfaaz me)
Har cheez:
zindagi
maut
rizq
khushi–gham
kamyabi–nakami
sab Allah ke ilm aur likhe hue faisle ke mutabiq hai.
Lekin saath hi:
Insaan ko amal aur koshish ka hukm diya gaya hai
Is liye insaan apne ikhtiyar ke liye zimmedar hai
@Warlock_Aditya Rasoolullah ﷺ ne farmaya:
“Allah Ta‘ala ne makhlooq ki taqdeer zameen aur aasman ko paida karne se 50,000 saal pehle likh di thi.”
(Aur us waqt Allah ka Arsh paani par tha)
Book (Sahih Muslim: 2653)
@AchAnkurArya Musalman jo bhi kare woo islam thodi naa hoo jayega.
Hindu jo bhi kare woo Sanatan thodi naa hoo jayega.
Masla yee hai dharam ne konsa marg bataya hai yaha uski baat hoo rhi hai. Aache bure sab jagah hote hai