@poulami2991 Mujhe bahut time se yehi dar tha ki captaincy ke chakkar mein inka bond kharab nhi hona chahiye
Mujhe nhi pata kisi galti but Jo ho rha hai wo Shi nhi h
@som3homosapien @simran132773 Jo hona tha wo ho gya hai or mujhe iska baatka dar tha ki captaincy ke chakkar mein Harman or smriti ko bond kharab na ho lekin ab baat kafi aage badh gai hai ππ