@awasthis Moh olad ka ho to rulata hai
Moh satta ka ho to bure karam kerwata hai
Moh doulat se ho ahankar aata hai
Moh khud se ho to aadmi behak jata hai
@awasthis Dard ka mousam hai
Ansuyon ki barish hai
Bebsi ke badal roj garjte hain
Hamari karni gai ya khyda ki nwajish hai
Shayd insaniyat bhool gye the ham
Kudrat ki mousami sajish hai