Top Tweets for #Lutf
35.56 remained the indoor 300m record since 2021 (Kourtney Turner). Today, I broke that record and set a new school record of 34.93. #LUTF #History #trackandfield

सितम इक बार का दो बार का सब झेल जाते हैं
मगर लुत्फ़ो करम हर बार का ये जानलेवा है..!
~मालविका हरिओम
#malvikahariom
@malvika_hariom
#Karam #Lutf #Shair

@Munaf_Ali @margret_017 @BimlaVerma6 @kasakk25 @kssirone @SyedAsg40342647 @Billion478 @mykhyd @DrSalamAnsari Ek nashtar lateef nazroN ka
Jo kisi dil ke paar ho jaaey
Zabt-e-gham ka sha'our aa jaey
Zindagi ka singaar ho jaaey
#Shair #Lutf (by my father #AfsaruddinAfsar)
[Lateef= adjective of Lutf]
आँखों से ही सुन लेते थे तराना मेरी मुहब्बत का।
कैसे यक़ीन कर लूँ कुछ लुत्फ़ न था सोबहत का।
*
चले आए हो जो मौसमे बहार की तरह
है कहीं लुत्फ़ तुम्हारे इंतज़ार की तरह
*
अब दर्द में राहत का लुत्फ़ आने लगा है
चाहत में एक दोनों की पहचान हो गयी
#शिशिर_सोमवंशी
@Shishir_Som
#Lutf #Shair
@Munaf_Ali @margret_017 @BimlaVerma6 @kasakk25 @kssirone @SyedAsg40342647 @Billion478 @mykhyd @DrSalamAnsari Altaaf o karam tera, hota bhi to kyoN ham par
Hamne teri galiyoN meiN, papaD nahiN bele thay
#Shair #Lutf (by my father #AfsaruddinAfsar)
[Altaaf = Plural of Lutf]
Goggle laga ke aankh par chalne lage haseen!
Wo #lutf ab kahaan nigah-e-neem-baaz ka!! #HashimAzimabadi #shair
@iamrana
@Munaf_Ali
@SyedAsg40342647 @aniltyagi11 @Munaf_Ali @Sub_Zaar @Shararovais or ye b
innhii se
Dard-E-Tifli Mein .. Agar
Koyii Rulataa Thaa .. Mujhe
Shoorish-E-Zanjeer-E-Dar .. Mein
#Lutf Aataa Thaa .. Mujhe .
#shair
milte hain .. kuchh der mein.
@aniltyagi11 @Munaf_Ali @Sub_Zaar @kssirone @Shararovais maze ishq ke kuchh wahi jaante hain
ki jo maut ko zindagi jaante hain
shab-e-wasl lin un ki itni balaen
ki hamdam mere hath hi jaante hain
na ho dil to kya #lutf-e-azar-o-rahat
barabar KHushi na-KHushi jaante hain
#Shair #lutf
#Dagh
@SyedAsg40342647 @aniltyagi11 @Munaf_Ali @Sub_Zaar @Shararovais Iẞßii pe
innhii se
Doori Ke Gham..Kuchh Aur
Siwaa..Ho Ke Rah Gaye
Ham Un Se Kyaa Mile Ke
Judaa.. .?
Khoye Hue The De'r Se
Wo..Meri Yaad Men
Mujh Par Nazar Padi To
Khafaa.. .?
Majaboor Ho Ke..Maangi Thi
#Lutf-O-Karam Ki Bheekh
Lutf-O-Karam Bhi
Jor-O-Jafaa Ho Ke .?
#shair
@aniltyagi11 @Munaf_Ali @Sub_Zaar @Shararovais @SyedAsg40342647 Rab'b Khair kare ...
khairiyat hi hogi.
waise shaadishuda hone ka
ek tou faayeda hai .. k
musibat kaa bhi #Lutf kaise uthaayein .. insaan ko
AA hi jaata hai...
@aniltyagi11 @Munaf_Ali @Sub_Zaar @kssirone @Shararovais shukriya #lutf-e-musalsal ka magar
gahe gahe dil dukhate jaiye
dushmanon se pyar hota jaega
doston ko aazmate jaiye
#Shair #lutf
#KhumarBarabankvi
@Shararovais @iamrana @Munaf_Ali @anandnama @aniltyagi11 hisab-e-#lutf-e-harifan kiya hai jab to khula
ki doston ne ziyaada KHayal rakkha hai
#Shair #lutf
#Faraz
@SyedAsg40342647 @Munaf_Ali @Sub_Zaar @kssirone @Shararovais tumhārī tarz-o-ravish jānte haiñ ham kyā hai
raqīb par hai agar lutf to sitam kyā hai
#Shair #Ghalib #lutf
@aniltyagi11 @Munaf_Ali @Sub_Zaar @kssirone @Shararovais hum se abas hai guman-e-ranjish-e-KHatir
KHak mein ushshaq ki ghubar nahin hai
dil se uTha #lutf-e-jalwa-ha-e-maani
ghair-e-gul aaina-e-bahaar nahin hai
#Shair #lutf
#Ghalib
@Munaf_Ali @Sub_Zaar @kssirone @Shararovais @SyedAsg40342647 na mazaa hai dushmanii me.n na hai lutf dostii me.n
ko.ii Gair Gair hotaa ko.ii yaar yaar hotaa
#Dagh #shair #lutf
@Shararovais @iamrana @Munaf_Ali @anandnama mehr o vafaa o lutf-o-inaayat ek se vaaqif in me.n nahii.n
aur to sab kuchh tanz o kinaaya ramz o ishaara jaane hai
#Meer #Shair #lutf
@kssirone @Munaf_Ali @margret_017 @BimlaVerma6 @kasakk25 @Billion478 qand-e-dahan kuchh is se ziyaada
#lutf-e-suKHan kuchh is se ziyaada
fasl-e-KHizan mein lutf-e-bahaaran
barg-e-saman kuchh is se ziyaada
haal-e-chaman par talKH-nawai
murgh-e-chaman kuchh is se ziyaada
dil-shikani bhi dildari bhi
yaad-e-watan kuchh is se ziyaada
#Luft #Faiz
@mykhyd @AwakenedMuslim @Munaf_Ali @margret_017 @BimlaVerma6 @kasakk25 @kssirone @Billion478 @DrSalamAnsari ab gul se nazar milti hi nahin ab dil ki kali khilti hi nahin
ai fasl-e-bahaaran ruKHsat ho hum #lutf-e-bahaaran bhul gae
#Shair #lutf
#Majaz
@SyedAsg40342647 @AwakenedMuslim @Munaf_Ali @margret_017 @BimlaVerma6 @kasakk25 @kssirone @Billion478 @DrSalamAnsari dīvānoñ pe kis darja tirā #lutf-o-karam hai
baḳhshā hai jo ġham tū ne vahī hāsil-e-ġham hai
#shair #FanaBulandshahri #lutf
Last Seen Hashtags on Sotwe
文媛
Seen from United States
Nolimit() + filter:native_video
Seen from Argentina
nolimit #momson t.co
Scorpio
Seen from France
trans #gym
Seen from Turkey
missbnasty
Seen from United States
teenagergirl
Seen from France
Sydney
Seen from United States
nolimit(***) filter:native_video
Seen from India
EQUALL
Seen from France
Trends for you
Most Popular Users

Elon Musk 
@elonmusk
240.5M followers

Barack Obama 
@barackobama
119.3M followers

Donald J. Trump 
@realdonaldtrump
111.7M followers

Cristiano Ronaldo 
@cristiano
110.4M followers

Narendra Modi 
@narendramodi
107M followers

Rihanna 
@rihanna
97.6M followers

NASA 
@nasa
92.1M followers

Justin Bieber 
@justinbieber
90.8M followers

KATY PERRY 
@katyperry
87.5M followers

Taylor Swift 
@taylorswift13
81.4M followers

Lady Gaga 
@ladygaga
72.9M followers

Kim Kardashian 
@kimkardashian
69.7M followers

Virat Kohli 
@imvkohli
69.7M followers

YouTube 
@youtube
68.7M followers

Bill Gates 
@billgates
63.8M followers

The Ellen Show
@theellenshow
62.5M followers

Neymar Jr 
@neymarjr
62.4M followers

CNN 
@cnn
61.9M followers

X 
@x
60.8M followers

Selena Gomez 
@selenagomez
60.6M followers







