Top Tweets for #Maqaam
@SyedAsg40342647 @Munaf_Ali @NutanSharm60654 @aniltyagi11 @Shararovais peshvaa-e-deen ko kahte hain imaam
vo rasuulullaah kaa qaaem- #maqaam
MIRZA GHALIB #shair
@SyedAsg40342647 @aniltyagi11 @Munaf_Ali @joshiamitabhevo @adubharti @Shararovais mujh ko dilaayaa kitnaa achchhaa #maqaam kahnaa
ustaad-e-mohtaram ko meraa salaam kahnaa
AHMAD HATIB SIDDIQI
#shair
@SyedAsg40342647 @NutanSharm60654 @Munaf_Ali @aniltyagi11 @Shararovais Adaab huzoor
dil mein bhii miltaa hai vo kaaba bhii us kaa hai #maqaam
raah nazdeek kii ai azm-e-safar paidaa kar
BEKHUD DEHLVI #shair
@DrNaveedAhamed1 @aniltyagi11 @Munaf_Ali @joshiamitabhevo @adubharti @Shararovais kahin aah ban ke lab par tera nam aa na jae
tujhe bewafa kahun main wo #maqam aa na jae
#Habib_Jalib
#Shair #maqaam
@Munaf_Ali @NutanSharm60654 @DrNaveedAhamed1 @aniltyagi11 @Shararovais har ek #maqam se aage guzar gaya mah-e-nau
kamal kis ko mayassar hua hai be-tag-o-dau
#Allama_Iqbal
#Shair #maqaam

भले बुलन्दी ज़रा कम हो पर वो अपनी हो
मक़ाम चाहिए ख़ुद का, बना बनाया नंईं..!
~सुभाष पाठक 'ज़िया'
@SubhashZiya
#Maqaam #Shair
"बिला-वजह कभी भी छलक पड़ते हैं आँसू
मक़ाम - ए - सुकूँ है के मुर्दा नहीं हूँ मैं "
✍️ अमनदीप गुजराल 'विम्मी'
@vimmikampani
#Maqaam #Shair

वो भी मक़ाम आये है मजनूं के बख़्त में
लैला दिखाई देने लगे हर दरख़्त में...!
~भास्कर शुक्ला
@imbhaskarshukla
#Maqaam #Shair
Dil aur arsh donoñ pe goyaa hai un ki sair,
Karte haiñ baat'eñ "Meer" ji kis kis maqaam se !!
#Shair #Meer_Taqi_Meer #maqaam
@NutanSharm60654 @Munaf_Ali @aniltyagi11 @SyedAsg40342647 @Shararovais vo hii #maqaam-e-'Gaalib'-o-'iqbaal' paaenge
motii dumon ke saamne jo dum hilaaenge
SAGHAR KHAY #shair
@aniltyagi11 @Munaf_Ali @joshiamitabhevo @adubharti @SyedAsg40342647 @Shararovais kabhii rukaa nahiin koii #maqaam-e-sahraa mein
ki Tiile paanv-tale se sarakte rahte hain
GULZAR #shair
@aniltyagi11 @Munaf_Ali @joshiamitabhevo @adubharti @SyedAsg40342647 @Shararovais yahaan soyi huii ho tum
yahaan ruu-e-zameen ke is #maqaam-e-aasmaanii-tar kii had mein
JAUN ELIYA #shair
@Munaf_Ali @NutanSharm60654 @aniltyagi11 @SyedAsg40342647 @Shararovais chale jo zikr farishton ki paarsaai kaa
to zer-e-bahs #maqaam-e-bashar bhii aataa hai
MOHSIN NAQVI #shair
@DrNaveedAhamed1 @Munaf_Ali @joshiamitabhevo @adubharti @SyedAsg40342647 @Shararovais khulī kitāb ke safhe ulaTte rahte haiñ
havā chale na chale din palaTte rahte haiñ
kabhī rukā nahīñ koī maqām-e-sahrā meñ
ki Tiile pāñv-tale se sarakte rahte haiñ
#Gulzar #Shair #maqaam
@NutanSharm60654 @DrNaveedAhamed1 @aniltyagi11 @SyedAsg40342647 @Shararovais 🔥🔥🔥
Chale jo zikr farishtoñ ki paarsaaii kaa,
To zer-e-bahs maqaam-e-bashar bhi aataa hai
#Shair #Mohsin_Naqvi #maqaam
@Munaf_Ali @joshiamitabhevo @adubharti @SyedAsg40342647 @Shararovais Sahi Hai!
rutba uftādgī kā dekho hai
'arsh ke bhī pare maqām mirā
kis sanam ko chhuḌā diyā vā'iz
le ḳhudā tujh se intiqām mirā
#Momin #Shair #maqaam
@aniltyagi11 @Munaf_Ali @joshiamitabhevo @adubharti @SyedAsg40342647 @Shararovais vahii kaarvaan vahii raaste vahii zindagii vahii marhale...
magar apne apne #maqaam par kabhii tum nahiin kabhii ham nahiin
SHAKEEL BADAYUNI #shair
@aniltyagi11 @joshiamitabhevo @adubharti @SyedAsg40342647 @Shararovais Safha palat dete haiñ !
Sahl hai "Meer" ka samajhnaa kyaa,
Har ik sukhan is ka ik maqaam se hai !
#Shair #Meer_Taqi_Meer #maqaam
Last Seen Hashtags on Sotwe
Trends for you
Most Popular Users

Elon Musk 
@elonmusk
241.5M followers

Barack Obama 
@barackobama
118.9M followers

Cristiano Ronaldo 
@cristiano
114.6M followers

Donald J. Trump 
@realdonaldtrump
111.8M followers

Narendra Modi 
@narendramodi
107.1M followers

Rihanna 
@rihanna
98.7M followers

NASA 
@nasa
92.3M followers

Justin Bieber 
@justinbieber
91.8M followers

KATY PERRY 
@katyperry
90M followers

Taylor Swift 
@taylorswift13
84M followers

Lady Gaga 
@ladygaga
75.5M followers

Virat Kohli 
@imvkohli
73.5M followers

Kim Kardashian 
@kimkardashian
70.9M followers

YouTube 
@youtube
68.8M followers

Neymar Jr 
@neymarjr
66.5M followers

Bill Gates 
@billgates
65.2M followers

Selena Gomez 
@selenagomez
63.1M followers

The Ellen Show
@theellenshow
62.2M followers

CNN 
@cnn
61.8M followers

X 
@x
60.7M followers





