Top Tweets for #qaabil
@LutyensMediaIN Congress ek Aitihasik party hai, koi #qaabil hi iska adhyaksh bnta hai, jo party ko mazbuti de. Vo nahi jo yuvao ko aage badhne se roke!
Achcha hua nhi bna varna rajsthan ki trh Desh me bhi bntadhar krta.
Abhi bhi ye byan party ko kmzor krne k liye hi de rha hai kiske ishare pr?
@aniltyagi11 @Munaf_Ali @SyedAsg40342647 @Shararovais @subzaar iẞßii pe
Sunaa'ne ke
#Qaabil thii
Jo baat .. Unn kii -
Wahii rah gayi
Darmiyaan .. Aate - Aate .
#Shair
naman Prabhu.
@kssirone @Munaf_Ali @SyedAsg40342647 @Shararovais @subzaar lafz chuntā huuñ to mafhūm badal jaatā hai
ik na ik ḳhauf bhī hai jur.at-e-iz.hār ke saath
do ghaḌī aao mil aa.eñ kisī 'ġhālib' se 'qatīl'
hazrat-e-'zauq' to vābasta haiñ darbār ke saath
#Qaabil #Qateel_Shifai
@SyedAsg40342647 @Munaf_Ali @dineshmahajan4 @mykhyd @uzairsdad @Soulful_A_Ali iẞßii pe
ikk hor'r.
Na ho Tabiyat hi .. jinn kii
#Qaabil .. WO
Tarbiyat mein nahin
sanvarte ...
#Shair
@SyedAsg40342647 @Munaf_Ali @dineshmahajan4 @mykhyd @uzairsdad @Soulful_A_Ali iẞßii pe
ev'r'green
Maana k ..
teri DeeeD k
#Qaabil nahin huun .. Mai'n..?
#Shair
@kssirone @Munaf_Ali @dineshmahajan4 @mykhyd @uzairsdad @Soulful_A_Ali dil saf ho to jalwa-gah-e-yar kyun na ho
aaina ho to #qabil-e-didar kyun na ho
#Shair #qaabil
#Meer
@Munaf_Ali @kssirone @dineshmahajan4 @mykhyd @uzairsdad @Soulful_A_Ali meri dua ki ye ghairat hai kitni #qabil-e-dad
ki lab tak aai magar su-e-asman na gai
#Shair #qaabil
#Ahmed_Nadeem_Qasmi
@kssirone @Munaf_Ali @dineshmahajan4 @mykhyd @uzairsdad @Soulful_A_Ali #qabil-e-did hai aahista-KHirami un ki
aa dikhaun tujhe zahid ki qayamat kya hai
#Shair #qaabil
#Raaz_Allahbadi
@Munaf_Ali @BimlaVerma6 @pankaj_2210 @snehal4676 @Manu26127154 गुज़र जाए जो आदाब-ए-जुनूँ से तेरी महफ़िल में
वो दीवाना तिरी महफ़िल के क़ाबिल हो नहीं सकता...
#शमीम_जयपुरी
#Shair #Qaabil
@BimlaVerma6 @margret_017 @pankaj_2210 @snehal4676 @Manu26127154 Sher aise keh kar bhi haasil mera gum-naam hai,
Varna mera ye hunar to qaabil-e-aqlaab tha 😐
#Shair #Ajay_Sahaab #qaabil
@beingsarim10 @xainabs Na-qaabil-e-bayaa'n hain muhobbat ki lazzate'n,
Kuchh dil hi jaantaa hai jo dil ne mazaa liyaa
#Shair #Shamim_Karhani #qaabil
@Munaf_Ali @margret_017 @pankaj_2210 @snehal4676 @Manu26127154 बलाएँ लेते हैं उन की हम उन पर जान देते हैं
ये सौदा दीद के #क़ाबिल है क्या लेना है क्या देना 🦋
~ अकबर इलाहाबादी
#shair #qaabil
@Munaf_Ali @iamrana @AbidZaidi1 Maana ki teri deed ke #qaabil nahin hoon main!
Tuu mera shauq dekh mera intizaar dekh!! #Iqbal #shair
@Munaf_Ali @SyedAsg40342647 @dineshmahajan4 @mykhyd @uzairsdad @Soulful_A_Ali iẞßii pe
Siina e charkh mein
har Akhtar .. agar
DiL hai tou .. kyaa -
Ek DiL hota
magar .. dar'D ke
#Qaabil hotaa . ¿
#Shair
@Munaf_Ali @beingsarim10 arz-e-niyaaz -e-ishq ke qaabil nahiN raha
Jis dil pe naaz tha mujhe vo dil nahiN raha
#Shair #Ghalib #Qaabil
@kssirone @SyedAsg40342647 @dineshmahajan4 @mykhyd @uzairsdad @Soulful_A_Ali Bazm-e-afsaana karo khatm, javaani guzri,
Qaabil-e-zikr ab aage koi rudaad nahin
#Shair #Seemab #qaabil
@SyedAsg40342647 @Munaf_Ali @dineshmahajan4 @mykhyd @uzairsdad @Soulful_A_Ali shab ba khair..
take d rest 4 nx't best .
iss Gulistan e jaha mein
kyaa Gul e ishRat nahin
Sair ke
#Qaabil hai ye .. par
Sair kii Fursat nahin.
#Shair
@kssirone @Munaf_Ali @dineshmahajan4 @mykhyd @uzairsdad @Soulful_A_Ali dard kab dil mein mehrban na raha
han magar #qabil-e-bayan na raha
#Shair #qaabil
#Kaleem_Aajiz
@Munaf_Ali @SyedAsg40342647 @dineshmahajan4 @mykhyd @uzairsdad @Soulful_A_Ali koii Manzar
bharose ke
#Qaabil nahiin
Teri aankhon kaa
Dukh or badh jaayega .
#Shair
@Munaf_Ali @kssirone @dineshmahajan4 @mykhyd @uzairsdad @Soulful_A_Ali 😂😂
Shayed Mujhe so jana chahiye.
kutub ke Dher mein na ho sahifa zikr-e-yar ka
to #qabil-e-mutalia kitab ek bhi nahin
#Shair #qaabil
#Anwar_Shuoor
Last Seen Hashtags on Sotwe
sex maroc
Seen from Oman
แม่ยาย
Seen from Thailand
รับงานสารคาม
Seen from Thailand
habeshagirls
Seen from Netherlands
cumkiss
Seen from United States
momson()()()()()()()()()()()()()()()()()() +filter:native_video
Seen from Chile
MomSon()
Seen from Netherlands
brunardo
Seen from Portugal
mommy
Seen from Germany
วัยกำลังมัน
Seen from Thailand
Trends for you
Most Popular Users

Elon Musk 
@elonmusk
240.9M followers

Barack Obama 
@barackobama
119.2M followers

Donald J. Trump 
@realdonaldtrump
111.8M followers

Cristiano Ronaldo 
@cristiano
111.4M followers

Narendra Modi 
@narendramodi
107M followers

Rihanna 
@rihanna
97.9M followers

NASA 
@nasa
92.2M followers

Justin Bieber 
@justinbieber
91.1M followers

KATY PERRY 
@katyperry
88.1M followers

Taylor Swift 
@taylorswift13
82M followers

Lady Gaga 
@ladygaga
73.5M followers

Virat Kohli 
@imvkohli
70.6M followers

Kim Kardashian 
@kimkardashian
70M followers

YouTube 
@youtube
68.7M followers

Bill Gates 
@billgates
64.1M followers

Neymar Jr 
@neymarjr
63.4M followers

The Ellen Show
@theellenshow
62.4M followers

CNN 
@cnn
61.9M followers

Selena Gomez 
@selenagomez
61.2M followers

X 
@x
60.8M followers








