Top Tweets for #radeef
विष्णु का अशार गार्डन/ पिता / मुकुल महान #VishnuKaAshaarGarden #vishnusaxena #shayari #sher #ashaar #gazal #matla #makta #radeef #kafia
काँटो से फूल चुन के सजाई है ज़िन्दगी।
अपनी समझ रहा था पराई है ज़िन्दगी।
मैं जिसके इंतज़ार में भटका था अब तलक
मुश्किल से मिन्नतों से बुलाई है ज़िन्दगी।
(आज haridwar me )
#VishnuKaAshaarGarden #vishnusaxena #shayari #sher #ashaar #gazal #matla #makta #radeef #kafia

Kehne ko tau zaahir mein khafa hum bhi hai'n lekin
Kuch dil Ka ajab haal hai jab se Woh khafa hai
#shair #Radeef #HasratMohani @RAsnani
@Munaf_Ali @aniltyagi11 @subzaar @kssirone @SyedAsg40342647 @dineshmahajan4 @Shararovais Shaikhjee, waqt-e-isha aur bagal meiN botal?
Aap soorat se to insaan nazar aate haiN
Kashka-o-reesh ki gar aaRh haTaakar dekho
Dair-o-kaabe meiN bhi shaitaan nazar aate haiN
#Shair #radeef #ar (by my father #AfsaruddinAfsar)
@mykhyd @DrSalamAnsari
@Munaf_Ali @beingsarim10 Aye dil-e-dard-aashna husn se rasm-o-raah kar
ishq hai ba’is-e-najaat shauq se to gunah kar
#Shair #AzizWarsi #radeef #ar
ShaaKh-e-uriyaaN par khilaa ek phool is andaaz se,
Jis tarah taaza lahuu chamke naii talvaar par
#Shair #Mohsin_Naqvi #radeef #ar
@xainabs @beingsarim10 Zauq-e-nazar baDhaaiye gulzaar dekh kar,
Ulfat kaa saudaa kijiye baazaar dekh kar
#Shair #Akhtar_Shafi #radeef #ar
@beingsarim10 @Munaf_Ali Bhool kar tu saare ghum apne chaman meiN raqs kar
Jaag ai darvesh-e-jaaN mere badan meiN raqs kar
Daal kar chaadar wafa ki tu mazaar-e-ishq par
darr-e-mansoori pe aa is pairahan meiN raqs kar
#Shair #AsifAnjum #Radeef #ar
@Munaf_Ali @xainabs تختِ سلطاں سے بھی بالاتر ہے اُس کا بوریا
صاحبِ مسند ہے، تکیہ ہے جسے اللّٰہ پر
Takht-e-sultaaN se bhi baalaa-tar hai us ka boriyaa
Saahib-e-masnad hai, takiya hai jise Allah par
#ar #radeef #MeerAnees #Shair
@kssirone @mykhyd @SyedAsg40342647 @Shararovais Main nahin chuntaa. Upar se order aataa hai 😄
Phir vo be-samt uDaanoN ki kahaani sun kar,
So gayaa peD parindoN ki kahaani sun kar
#Shair #BharatBhushan_Pant #radeef #ar
@xainabs @beingsarim10 Kiyaa baadaloN meiN safar zindagi bhar,
ZameeN par banaayaa na ghar zindagi bhar
#Shair #Anwar_Shuoor #radeef #ar
@beingsarim10 @Munaf_Ali Raah-navard-e-bayabaan-e-ghum sabr kar sabr kar
KarvaaN phir milenge baham sabr kar sabr kar
#Shair #NasirKazmi #Radeef #AR
Rahmat bhi teri shaayad kuchh kaan ki uuNchi hai,
Insaaf bhi teraa kuchh andhaa nazar aataa hai
#Shair #Jameel_Mazhari #radeef #ar
@aniltyagi11 @subzaar @kssirone @SyedAsg40342647 @dineshmahajan4 @Shararovais
Trends for you
Most Popular Users

Elon Musk 
@elonmusk
240.8M followers

Barack Obama 
@barackobama
119.2M followers

Donald J. Trump 
@realdonaldtrump
111.7M followers

Cristiano Ronaldo 
@cristiano
111M followers

Narendra Modi 
@narendramodi
107M followers

Rihanna 
@rihanna
97.7M followers

NASA 
@nasa
92.2M followers

Justin Bieber 
@justinbieber
91M followers

KATY PERRY 
@katyperry
87.9M followers

Taylor Swift 
@taylorswift13
81.7M followers

Lady Gaga 
@ladygaga
73.3M followers

Virat Kohli 
@imvkohli
70.2M followers

Kim Kardashian 
@kimkardashian
69.9M followers

YouTube 
@youtube
68.7M followers

Bill Gates 
@billgates
64M followers

Neymar Jr 
@neymarjr
63M followers

The Ellen Show
@theellenshow
62.4M followers

CNN 
@cnn
61.9M followers

Selena Gomez 
@selenagomez
61M followers

X 
@x
60.8M followers







