jo ram bhagwaan swayam apne sautele bhai ke liye raj paath tak tyaag diye the aur khud jungle me rahe aaj hamare desh me un bhagwaan ke liye mandir banwaya jaa rha hai??????
unke tyaag aur balidaan ko lazzit kiya ja raha hai
agar banwana tha toh hospital ya school /colz banwate
rape hote hai hone do bache marte hai marne do mere bache thori hai ,ye gareeb ki beti hai koyi filmstar thori hai
aayega waqt toh news me headline chalwa ke ro lenge abhi uttar pradesh me chunau thori hai ....๐ก๐ก๐ก๐ก๐ญ๐ญ๐ญ๐ญ
#JusticeForManishaValmiki
jo ram bhagwaan swayam apne sautele bhai ke liye raj paath tak tyaag diye the aur khud jungle me rahe aaj hamare desh me un bhagwaan ke liye mandir banwaya jaa rha hai??????
unke tyaag aur balidaan ko lazzit kiya ja raha hai.
agar banwana tha toh hospital ya school /colz banwate
Akhir kis ne socha tha ,ek samanaya sa dikhne wala lardka jo railway station pe chai bechta tha ,ek din o poora railway station hi beach dega ๐คฃ๐คฃ๐คฃ๐คฃ๐คฃ
agar fauj palana hai modi ji toh sheron ki paalo ,yu kutton ki fauj ki jarurat kya thi
aur agar kahte ho gooda thi maidaan me chunao jeet lene ki , toh yu kaayaron ki tarah vidhayak khareedne ki jarurat kya thi ..