@IDFCFIRSTBank अवैध रिकवरी मानने के बाद भी असली दोषियों को बचाया गया। जांच पूरी तरह पक्षपातपूर्ण है। आज आखिरी मौका है, बैंक लिखित में बताए कि असल दोषियों पर क्या कार्रवाई हुई? अब मैं सीधे कोर्ट के जरिए कानूनी कार्रवाई शुरू करूंगा। आपकी Policy का सच अब कोर्ट में ही निकलेगा।
@HDFC_Bank@HDFCBank_Cares कृपया ध्यान दें। जैसा कि आपको मालूम ही होगा कि आपने और आपके माननीय अधिकारियों ने मिल कर के जो मेरे साथ किया हो, उस संबंध में आपसे निवेदन है कि आप मुझसे तुरंत ईमेल से संपर्क करें और मेरी गाड़ी जो कि तुमने उठाई है वो 28 अप्रैल यानी कि सोमवार को
@loksanghh@HDFCBank_Cares Ji sir 5 mah ho gaye he. Ye log mujhe gumrah kr rhe he.
Aap kripya meri madad kare aur karyawai ko age badhaye kyuki ye log kuchh details nhi denge.
Kewal delay kr rhe he jissse ki gadi ki nilami ho jaye aur case band ho jaye.
@HDFCBank_Cares Apko documents bhejne me problem kya hai wo to type kiye huye honge ki aap ab fake documents taiyaar kr rhe he
Apko hi nhi malum hai ki documents me kya kya hona chahiye.
Aaj 5 mah se aap ye document nhi bhej pa rhe he aur bad me samjhate he.
@HDFCBank_Cares Ye sab de dijiye bs bat khatam. Aap log apna to time barbaad ho kr rhe he sath me mera bhi.
Agar nhi he to saf bata dijiye ki koi document nhi hai. Aur ha agar gadi ki auction ho gayi to fir mai sidhe FIR aur Court case karunga. Matter abhi pending me he.
@HDFCBank_Cares Aap ye sab kyu bata rhe he mai apse apne gadi ke recovery ke samay jo jo chij gadi me thi uski video photo ke sath list dijiye. Repo letter, jisne gadi li uska ID proof, supurdagi letter, police intimation letter, aur mere signature kiye huye documents. Ye sab kyu nhi de rhe he.
@HDFCBank_Anaya Apke dwara diye gaye number se abhi tak mujhe koi uttar nhi mila he. Aur ha, Jaisa ki maine pahle hi bataya tha ki 2 baje mai age ki karyawai karunga. To is bat ko bhi dhyan me rakha jaye. Samay bahut kam hai. Usse pahle mujhse sampark kare aur sare details de.
@Uppolice@NCIBHQ@112UttarPradesh
Pls take a necessary action at IDFC for illigal recovery and misbehave with me and help me to file a FIR at IDFC Bank.
Ye log mujhe bank ke kahne par bahut pareshan karte he.
Proof Link:
https://t.co/cJqSiOLiaO
@HDFCBank_Cares Mai rbi ki nhi bata rha hu. Maine jo apko email kiye the aur details mangi this uski puchh rha hu. Aaplog mujhe paresan kyu kr rhe ho.
Last round mai aur puchh rha hu ab mai sidhe complaint karunga
@HDFCBank_Cares 2/2
Agar aap mere bato ko halke me le rhe he to kripya sad saf jawab de de. Baki to mai kal dopahar 2.10 tak age ki karyawai karunga. Waise bhi meri karyawai chal hi rhi hai.
@RBI ko jhuthi report di he. Jisse wo close huyi he. Mera to bharosa hi uth gya he.
#hdfc_fraud#fake