@GhaffarDawnNews Bating pehly e flop ho rhe aur ap phr b 5 batsman rakh rhy playing ma 11 ma aur ye regular bowler ibrar ki jaga batsman add huna chaye sath 5 bowler aur iftikhar aur saim b option hen bowling ma
@iHasnainLiaquat Aur 2017 sy pakiatan koi icc event ni jeeta captain kon tha? 1992 sy 2009 aur 2009 k bd koi world cup ni jeta balky final tk b ni gya pakistan captain kon thy,??? Babar azam ny km sy km Finals to khely world cup aur asia cup k