Majbooriyon ne jab mujhe majboor kar diye duniya bhi mujhko aankh dikhane ko aa gyi mujhse chuda ke hath jb unko dgaa mili tab jake unki akal thikane pe aa gyi #moizzu
Ummed jab chirag jalane pe aa gyi fauran hawa bhi gast lgane ko aa gyi har ek blaa ki jad se mai mahfooz ho gya maa jab dua me hath uthane ko aa gyi #moizzu
Milegi manzilen maqsood yakenan lekin
dilon me hausla apne sawarna hoga
Darakhte wakt ke neeche gamo ki chaoo me
Har ek lamha khushi se guzarna hoga #moizzu#shayri