Dhindora mein Kaam Kar ke Dil Se Achcha Laga .. aapne dekha mujhe??
Bhuvan Bhaiya... Bahot Bahot Achche Insaan hai... Jinhone iss Gaanv Ke ladke ko... Mumbai Ki chamak dekhne ka mauka diyaaa❤️❤️
@Bhuvan_Bam@ballubhayankr#Dhindora#dilseburalagtahai
Jab Haath milate waqt koi haath aage nahi karein... tab
#dilseburalagtahai
Jab kisi ko "Hi" wave karne ke liye haath hilao... aur vo na dekhe.. tab
#dilseburalagtahai
So comment mein aap bhi start ho jao... bhai samajh ke bol raha hoon..