@shahidkapoor bhaiya Kasam se phaadu series bna di aapne #farzi
Ek minute bhi laga nhi galat jagah time laga diya .........
Part 2 bhi jaldi layega bhaiya zyada wait nhi hoga ab or @VijaySethuOffl bhaiya ki to baat hi nirali hai koi bhi character me fit baith jaaye hai
@asliyoyo hello bhaiya I m ur biggest fan
And aapka latest wala song #pariskitrip
Bhai sahab gajab ka hai
Kasam se maza hi aa gaya
Bohot time se aapke aise hi song ka wait kar raha tha mai....
@narendramodi@aajtak
Namaskar Modi ji Mai aapse jaanana chahta hu ki case badh rahe hai lockdown ki taraf Desh ek Baar phir se badh Raha hai jo log restaurant chalate hai , jinki shops hai rent pe unka kya
Kyunki rent na hi maaf ho Raha hai or nahi km ho Raha hai
@actorvijay hello sir
I m Ur big. Fan
From lko,INDIA
aap money heist Jaisi koi series bnaiye na.....
And professor ka role aap hi karna
Bt mujhe pata AAP karoge nhi kyunki aap log khud hi naye naye content ki movies bnate hai
Ek milna chahta hu aapse ...
@shivi_shah2611 @Sidnaazlicious @VelvetXCanyon @RajoriaMonika @Shehnaazarmyyyy @nanditha12345 @ruchismitaa@ishehnaaz_gill Ye SB mt bhejo Mai to Darr Gaya....π
O bhai koi Maro mujhe
@faeintheclouds1 @Pehle_se_Gyaani @sidharth_shukla Likes collect krne ka treeka-
Waha tweet karo jaha lge ki likes zyada milege....
Or yahi time waste ka treeka bhi hai...
Kuchh to vaille hi hai or kuchh unko dekhkr....π§π€π