@AnandkumarRaje1@NewspressX Chauthi baat mera sawal wahi hai kaam batao uska ,jo filmi script se sarkar chal raha uska gyan mujhe mat do .naya naya dhol sabko suhawan lagta hai aur jo jaldi judge kar lete usse bada bevkoof koi nhi .time testing ka naam suna hai
@AnandkumarRaje1@NewspressX Tisri baat chatgpt ka source kya hai pahle pta karo .aajkal jisko whatsapp or fb bolke cool banna hai aur gyani dikhna hai.
@AnandkumarRaje1@NewspressX Kitna mera pyar tota ho ji , chatgpt karlun oh ,google search karlun oh oo , WhatsApp, instagram aur facebook pe sab fake hota hai phir apne boss ko bolo waha se hatt jaye agar sab galat hai to ,dusri baat kisne kaha ki google search authentic hai ,tisri baat chatgpt ka ......
@menagainchannel@RahulGandhi Bhai pahle clear karo kya bol rahe ho ,phir batao aur dusri baat study karo please bill ko aur see loksabha debate ,aapko puri clarity mil jayegi aur hamesha intention samjho bolne ka just flat speech ke chakkar me pagal mat ho jao
@AshwiniVaishnaw@RailMinIndia@IRCTCofficial
Tatkal booking for 30 Aug 2026 opened at 11:00 AM for Non-AC classes, but at 11:20 AM IRCTC is still repeatedly showing “We are experiencing High Load – Please retry.”
Can I know the reason the why this things happening ?
#no_more_protest_in_india
मुद्दा सही हो, तो आवाज़ उठाओ;
मगर अगर वही मुद्दा किसी एजेंडे या प्रोपेगैंडा का हथियार बन जाए, तो उससे दूरी बनाओ।
राष्ट्र को इतना विवेकशील होना चाहिए कि वह मुद्दा और मकसद—दोनों पहचान सके।
@AnandkumarRaje1@NewspressX Filmi script se state nhi chalta ,publicity milti hai samjha aur kuch din me sab collapse ho jayega apne aap .dekh lena kya durgati hogi .aur jake search karlo up ka kaam samjh aa jayega ki Thalapathi kuch nhi hai inke samne
@tecrajeev@RahulGandhi Nahi bhai wo revised ho chuka hai , application aapko chahiye upgrade, development chahiye upgrade lekin parisiman bill kyu nhi chahiye,bjp apne ghar leke jayegi mathe par seat ,up me Hara ki nhi bjp 2024 me batao .sab janta hai ke hath me hai sab barabar hai
@AshokSa60322997@RahulGandhi Bhai XYZ jo bhi hai side rakhiye ye bataiye ki loksabha ki seat badhni chahiye ya nhi ,log pratinidhi dhudh rahe hain mil nhi Raha ,jaruri hai seat badhna aur agar mahilo ko mil gya to kya ho jayega .