Kya kare koi player nahi kharida,,auction remind karke dekho is paisa mein bohut accha player aa sakta tha,, overseas kota to pura karo tim david ko khilao
Na koi pace bowler liya na koi spinner liya aaj dekho hamara team last mein khara hai,,sayed auction mein sab lok so rahe the,,iss saal barbad kar diya