@jalajboy Kha Gaye na aap v dhokha .
Ye dikhte bare Swami type se hai , par hai bahut ( I am confused which word suit him, you may feel it by yourself ) type ke.
Inki Kali kartoot agar pata chal gyi na, zindagi bhar pachtaoge kiska saath diya tha
@MaithilAnup Agar wo itne hi shi the to ye kya hai.
Jab tak galati saamne nhi aaye wo galti aap manoge nhi.
Some people can never be good. They just show his good face to camera and cruel face to them who have no choice instead of listening.
@MaithilAnup Aapke sath aisi bhasa use karen to pta nhi aap kya karoge.
Jab saamne me koi aapke samaj ke , maa pita ji ka izzat uchale to use kaisa lagta hai .
Inki do tarah ke accent dekh kar girgit bhi sarma Jaye.
Bachhon ke samne dhamki , par camera par itna achha kaise bol lete hai