@Nik_in_Hell iska matlab dhoni aur rohit religious nahi h kya ? Maine to reels nahi dekhi unki aise ki kisi bawa ke pass ja rhe fir camera bhi chal rha hai wha
@Nik_in_Hell Maine to example diya bas but tujhe religion dikh rha bas , koi half mind insan ki dikhawa krta hai aise cheezo ko ki 5-6 reel cut wata hu mst lagunga