Kal raat kuch zyada hi yaad agya tha woh, maine irada kia k subah tahajjud k wqt Allah k agay sajda raiz hokar usse bhool jane ki dua krungi. Jab 3bje uthi wazu kia 4 rakat nafil parhe, dua k liya hath uthae the k sisakte hounto se be dharak nikla, Yah ALLAH usse mera krde❤😞