@DC_Palamu@JharkhandCMO@PMOIndia@DrJatashankarC1
Manniye mahoday ,
niche diye gaye yojnao me se kisi ka labh ham lohanra gram vashiyo ko nahi mila hai .
Ham sriman se prathna karna chahte hai ki ispar kuchh karwayi ho aur janch ke nirdesh diye jaye ..
Dhanyawad🙏🙏
@DrRameshwarOra1 इतने अच्छे कार्य के लिए ही तो माननीय उच्च न्यायालय को स्वतः संज्ञान लेना पड़ रहा है । उन्हें बार बार पूछने की जरूरत क्यों पड़ रही है कि लोग जब मरने लगेंगे तब सरकार जागेगी।🙄🙄🙄
@maryada_maurya Galti to sarkar ki hi hai..agar logo ko kuchh padhaya hota.. to aaj ye puchhne wale desh me nahi hote ki bina internet se connect hue EVM ko hack kyu nhi kiya ja sakta ..aur mahashya ko bta de ki EVM me stored data koi dabbe me band chocolate nhi jo hath dal kar koi bhi nikal le.
@KKeshavKumar1@vinodkapri Wah bahut badhiya.... Matlab desh me kanoon hona hi ni chahiye tha .... Sara kam to police wale kar hi dete hai... Itna mehnat kar rhe hai police wale.. sahab pure pasine se bhige hue hai ... Salam hai aapki soch ko aur aapke police ko... 🤐🤐
@DC_Palamu@JharkhandCMO@PMOIndia@DrJatashankarC1
Manniye mahoday ,
niche diye gaye yojnao me se kisi ka labh ham lohanra gram vashiyo ko nahi mila hai .
Ham sriman se prathna karna chahte hai ki ispar kuchh karwayi ho aur janch ke nirdesh diye jaye ..
Dhanyawad🙏🙏
@SonuSood My Sister Is Fighting For Her Life And We Need Your Support To Save her My name is Rajesh Kumar Sharma and I am raising funds for my sister, DIVYA KUMARI SHARMA. for her surgery ₹600000 is needed, please help me sir.https://t.co/OBzcYDev1P
Please Help Sir