@gautam_rode Bro , apne bas video banaya h, sirf bolna kitna bada paap h!!! sab changaaa siii manoo kuch mat bolo bhai.....apne bola h to ab dekhna comment me bolne ke upar bhi sunaenge ye mahaul h.... sbne apna idle papa bana rakha h kisi ne left ko kisi ne Right wing ko