@Najir_Hussain88 Jo bhai video bana raha tha use chahiye ke unke ghar ka pata laga kar track union se unki help karwaye , ya us area me jo bhi help group hai unko video shear kare .
@jitanrmanjhi@minmsme Malegaon dst Nashik me P M Vishwkarma ke Kai Application form 1/2 saal se pending pade hai , unhen bhi manzuri dekar aage badaha kar mahilaon ko jald laabh diya jaye Mam , log intezar me hai ke unka aavedan kam aage badhe ga aur unhen labh mile ga .
Inauguration ceremony of new electric (e-bus) bus service at Malegaon depot by State Education Minister Dadaji Bhuse and Malegaon Central MLA Mufti Mohammad Ismail Qasmi
#DevendraFadnavis#dadajibhuse#mlamuftiismail#NitinGadkari
https://t.co/5KieaRF8zN
@Ldphobiawatch Ye labour hai , kaam ke liye malegaon dst Nashik madhya pardes se aaya tha , jis aadmi ne ise bulaya tha us ne use dhoka de diya , is baat se pareshan is aadmi ne flyover bridge se chalang laga kar suicide karne ki koshish ki magar wo bach gaya aur uska ek hath toot gaya hai
Pahalgam me Masoom Bhartiyon par buzdilana Hamla karne wale Pakistan ko Hindustan ka Jawab.....
*Mission Sindoor Pakistan ki naak me nakel hai*
Salut Indian Army...#JayHind