@ShyamMeeraSingh Paagal hai vo log jo ram ko to maante hain par ram ki nahi maante ….pooja krishan ki par krishan ko hee nahi pehchaante….hindu muslim ki guhaar Lgaate din raat par vo insaan hai pehle yeh nahi jaante
@PoluPrabhash@navdeepsuri Khalsa ka matlab jis raaj mein Jaat paat nahi sab dharam ek smaan bus yeh baat leaders ko hajam nahi hoti aur vo rajneeti karte hain aur khalistaani keh kar sikhon ki badnaami karte hain aur jo hindu rashtar ki baat kare usko badhiya kehte hain ..
@saumyatandon Khwaahish ko bhi hai Teri khwaahish ….tujhe jis ki khwaahish vo kitni khushnasib khwaahish….jo poori ho jaaye vo kaam tere aa gayi …jo adhoori reh jaaye vo badnaseeb khwaahish
@SushantBSinha Aise hee hota hai sadio se yeh hee hota aata hai sach ko hee jail mein slaakhon ke peeche us ko dbaane ki koshish khatam karne ki koshish yeh hee hota raha hai har karoor ne