Hug yr dad b4 it's too late
Ik din khuti par yu hi kapde tange reh jayenge
Tum Hoge sab honge par papa nazar nhi aayenge
Itr unki shirt ka kuch din to mehkega
Fir khamoshi se ghar dekhna kitna dehkega
Har din har pal yaad hi yaad aayegi
Par afsos unki Awaaz kahi se nahi aayegi
रुख उस रात की हवा का कुछ अजीब होगा
मेरा दिल तेरी धड़कनों के जब करीब होगा
अनगिनत उन पलों को मैं निहार लूंगा
तेरे बिना फिर कुछ साल गुजार लूंगा
जब याद आए मेरी तू भी इन्ही वादियों में नजर आ जाना
में कई सालों से रोज शाम तेरा यहां इंतजार करता हूं ।
#poetrybyjasahuja
@YESBANK
Pathetic net banking and pathetic customer service
No sms being received
App not working.
Even bank staff unable to resolve this issue.
400 ka share 20 pe isiliye aaya he....customer support zero....they only want to sell credit card
@HondaCarIndia
Poor honda assurance insurance service.
No one picks up the call and no even if they do...they say we will call back and then no one calls back.
वो मासूमियत से रोज़ एक ही शिकायत करती है मुझसे
You don't love me
सुनकर मुस्कुरा देता हूं
पर दिल की बात बताता नहीं
कल फिर रुबरु हो सकूं इसी शिकायत से
तभी कभी कभी प्यार मैं जताता नहीं
#poetry#poetrybyjasahuja
Do foolon ko ek duje se ishq ho gaya
Na jaane kyu patto mein jung chid gayi
Jo na the apne wo podhe bhi sang ho gaye
Foolo ka bas rang hi to alag tha
Fir Na jaane kyu hare patte sab sung ho gaye
#poetrybyjasahuja
Zindagi chalti rehti he
Raftar hum kho dete hein
Samajh ki baat nahi he sahab
Rishte kuch yu benakaab ho jate hein
Ki baat baat par hum ro dete hein
#jasahuja
@BimlaVerma6 Zindagi chalti rehti he
Raftar hum kho dete hein
Samajh ki baat nahi he sahab
Rishte kuch yu benakaab ho jate hein
Ki baat baat par hum ro dete hein
@quietframe bedardi se todkar nanhi ungaliyon ko thamaya gaya tha mein
Do aankhein takti rahi pal bhar
Rang shayad mera pasand na tha
Itra raha gulab tha khud par
nanhi ungaliyon ne jo thaam liya
Gir pada mein kadamon par
Jahan muskura kar meine dum tod diya
#kaash mein bhi gulab hota
bedardi se todkar nanhi ungaliyon ko thamaya gaya tha mein
Do aankhein takti rahi pal bhar
Rang shayad mera pasand na tha
Itra raha gulab tha khud par
nanhi ungaliyon ne jo thaam liya
Gir pada mein kadamon par
Jahan muskura kar meine dum tod diya
#kaash mein bhi gulab hota
@quietframe Ek kaam karo
Kavita ko keh do raat ko dehleez par aa jaya kare
Chupke se darwaaze ke neeche se andar sarak aaya kare
Fir tum use apne haathon mein utha lena
Lori banakar use gaa lena
Rasoi aur bacche sab so chuke honge
Kavita par tum aur tumhare lafz hi kabiz honge
#kavita