@MaheshKh64 Abe tu pagal he kya ..... jis side chal rhi he uss trh ride karna .... 23k se chal rha he tera .... abb yaha se 500 pt niche tu kuda kud karega
@MaheshKh64 Uncle aap ke lag gaye he hamesha se bol rha hu short mat karo..... nifty bht bada breakout dega abhee tak to kuch b nahi chala he
Contact karo for more details uncle
9820340879
@HoldwithPriyank Are babu tum to sebi ra ho ... kya aise behki behki baate kar rhe ho.. apne yaha monthly exp thi and itni upr thi market to thodi profit booking aa sakti hena babu... thoda chill karo view badhane itna ulta sidha mat bolo
@InvestorOfJAMMU Bhai tujko kuch nahi hoga kyuki tu kuch karne nahi wala ..... aise hi bina matlab k kuch b mt bol agar bolna he to sl b de ..... short level de aur sath me sl b .... aur agar tu kare to uska screenshot b daalna ... other wise delete your x
@_anujsinghal Tumko pata he bhai log already fomo me hi the and tumne kya kaam kiya he .... tumne retailors ko trap karvane ka kaam kiya he ... abb kabhee bolna mat k hum retailors ke liye he .... bhai u r totally fraud
@_anujsinghal Bhai dekh rhe hona kitne bade panoti ho aap.... apni zaban par lagam dedo bhaiya jo hona hoga market ka vo hoga ...... apne aapko smart batane ke chakkar me market ki vaat laga rahe ho bhaiya .....
Bhai aap bht smart ho usko proof mt karo
@aradhya_gupte Ye hunter bhai tere hi pichwade par padenge .... aaj monthly expiry tha bhai ..... volatility honi hi thi .... aur 11% tak bears ki chadi khichi he one side to thodi to saans lene ka mauka denge na bears ko thoda patience rakho .... aabki baar chadi out bears ki