@imatulTweet bhai ek video netbanking aur upi aur jo bhi ye sab baki ke methods hai us pe ek video bna do
Aur ye bhi btana ke konse method ke liye debit card use hote hai
Guyz science channel par bohot BHASAD mach chuki h
wanted to make a new channel jaha mai un topics par baat kr saku.
Jispr karna chahta hu.
Science channel par videos aati rhengi.. Lekin nye par har tarah ki information aayegi with high quality…
Suggest me Good name plz
@imatulTweet Bhai apple ke swap piece ke bare mein batao please on you tube
Gurantee ke baad jo kuch paise dekar gurantee extend hoti hai aur ek naya swap piece milta hai
Kya vo piece original hota hai ya nhi
@imatulTweet Bhai please apple company ke uppar video banao jisme duplicate iPhones copy , swap piece , second hand duplicate iphone ko kaise pachan sakte hain