@UPPCLLKO@aksharmaBharat@UppclChairman@PuVVNLHQ Yeh bijlli vivagh Offer Nikal kar 6 kist jama kara leya or uske baad jo jo discount diya tha wo 6 kist ke baad Dusre bill Mai offer wala Rakam included kr diya....or aab office Mai kaha ja raha Hai ki sab Sarkar Kara rahi hai Mai kuch nhi kr sakta jaama kar dijye....yeh to haal h
आजादी के अमृत महोत्सव के अंतर्गत 13 अगस्त से 15 अगस्त तक हर घर तिरंगा के तहत कलेक्ट्रेट, विकास भवन, समस्त तहसील और समस्त विकास के खंड के कार्यालयों पर तिरंगा फहराया गया @CMOfficeUP@UPGovt
@CMOfficeUP@myogiadityanath Kariban 7 mahene se sikyat kr Raha hu abhi tak koi sudhar nhi hua....yeh uppcl vihagh ghazipur dist...with application & then by post...
January 23 mai maine vivagh Mai bill correction hetu application diya or by post June 23 mai diya magar abhi tak koi Adhikari Sangyan mai nhi li...8 month ho gya...yeh aam janta ko paresan kiya ja raha Hai...ghazipur mai yeh vivagh ek Dalal ka Ada ban gya hai....plz Sangyan me le
8 month hogya application jama kiya...or by post 1 month se Jada hogya ...abhi tak aap ki bijjli vivagh ka koi Adhikari Sangyan mai nhi Hai....Kitna Ganda vivahag hai....Kitna peresan karoge ....ab to lag raha hai ki court mai hi clear hoga...
@js48858@aksharmaBharat@UppclChairman जानकारी देने के लिए आपका धन्यवाद, आपकी शिकायत पर आवश्यक कार्यवाही के लिए सम्बन्धित अधिकारियों को निर्देशित कर दिया गया है कृपया प्रतीक्षा करें हमारे अधिकारी आपसे शीघ्र ही संपर्क करेंगे, धन्यवाद। @PuVVNLHQ#upn250223
@uprvup Sab fake hai.....chuot ka bahana de kr baad Mai bill bada kr bhej dete hai...or office ke chaker Katte rahi koi sunwai nhi...mera 7 month ho gya abhi tak koi sunwai nhi hui....yeh apni naukri ko bachane Mai lage hai....chor hai..sab
@CMOfficeUP@UPGovt@myogiadityanath Aap to yogi hai...sir...kaam se Kam bhagwan se to dariye...Kitna jublebazi..pr kaam Chale GA...Har ghar ise samay distrub hai....Sab ko berozgar kardiya aap ki Sarkar ne...aap logo ka to Dharam Karam chal raha Hai....bhar Mai Jaye janta..
@UPPCLLKO@puvvnlghazipur@UppclChairman@PuVVNLHQ Kahne pr kaha ja raha Hai ki Mai nhi karuga...apas Mai Mohammdabad sdo sahab se bhi manish rai ne bahas hui....manish rai Kah Rahe Hai ki aap hi kr dijeye....bataye jab sdo ki baat nhi suni ja rahi to aam janta kya sunege...manish rai per kadi se kadi Karwai kya Jaye..