Jab tak zindagi ka darwaaza khula hai is ko ghaneemat samjho ke woh anqareeb tum par band kar dia jaega, jab tak naik amal karne ki qudrat rakhtay ho, is ko ghaneemat samjho aur jab tak tauba ka darwaaza khula hua hai usay ghaneemat samjho aur us mein dakhil ho jao.
— Sultan al-Awliya, Sayyiduna Ghous al-Azam, Sayyid Muhyiddeen Abu Muhammad Abdul Qadir Jilani Hasani Husayni Hanbali (RadiyAllahu Anhu)
Join on WhatsApp: https://t.co/CT9wB2FDrD
Ahle quboor (qabr walon) ki quwwat-e saami'ah (sunnay ki taqat) is darjah tez-o saaf-o qawi tar hay ke nabataat ki tasbeeh (poudon ka Allāh ﷻ ki paaki bayan karna) jis se aksar ahya (zindah afraad) nahin suntay wo bila takalluf suntay aur us se uns (taskeen) haasil kartay hain.
— AlaHazrat Imam-e AhleSunnat Ash-Shah Imam Ahmad Raza Khan Qadiri Barakati Hanafi (Alayhir Rahmah)
Join on WhatsApp: https://t.co/CT9wB2FDrD
_Hisse Waali_
🇶🇺🇷🇧🇦🇳🇮
```SIRF AHLESUNNAT KE LIYE```
Apni Is Ibaadat e Azeem ko Shari'at o Sunnat ke Mutaabiq Jamat Raza e Mustafa ke Zere nigraani Anjaam Dein
📍 *BOOK YOUR HISSA NOW*
https://t.co/gLHitIgBNw
@MuftiAsjadRaza
Shirkat mein gaaey ki qurbani hui to zaroor hai ke gosht wazan kar ke taqseem kia jaey andazay se taqseem na ho kiunke ho sakta hai ke kisi ko zaaid ya kam milay aur ye najaaiz hai. Yahan yeh khayaal na kya jaey ke kam o baysh hoga to har aik is ko dosray ke liye jaaiz kar dega, keh dega ke agar kisi ko zaaid pahunch gaya hai to muaf kia ke yahan adam-e jawaz haqq-e shara’ hai aur un ko is ke muaf karne ka haqq nahin. [Bahar-e Shari’at ba-hawala Durr-e Mukhtar wa Radd-ul Muhtar]
_Hisse Waali_
🇶🇺🇷🇧🇦🇳🇮
```SIRF AHLESUNNAT KE LIYE```
Apni Is Ibaadat e Azeem ko Shari'at o Sunnat ke Mutaabiq Jamat Raza e Mustafa ke Zere nigraani Anjaam Dein
📍 *BOOK YOUR HISSA NOW*
https://t.co/gLHitIgBNw
@MuftiAsjadRaza
5th Annual Blessed URS of Taajush Shariah Mufti Muhammad Akhtar Raza Khan Qadri Azhari Radiyallahuta'ala Anhu will be held on 5/6/7 Zu al-Qa'dah 1444 AH, corresponding to 26/27 May 2023, under the supervision of the successor of the Taajush Shariah, Qai’d-e-Millat, Mufti Muhammad Asjad Raza Khan Qadri Noori Damat Barakatuhumul Aaliya