@majnu_bhaiya3 Allah apney bando ko azmata h , ab azmaye ga kaise ? jab koi insaan ko galat kaam karney par majboor he nhi kare ga tou Allah kaise azmaye ga ? Hum actually duniya mai aye he sirf is liyeee h or agar ye na hota tou Jannat or dozakh ka koi concept he nahi hota phir.