@diku3490@i_m_Himanshu94 Playground social media/youtube walo ka hai tv ka ense koi lena dena nhi hai. Esme contestant aur mentor whi aate hote h kyuki ye unhi k liye banaya gya hai
@KHUSHALPAT2763 2017 m elvish kuch nhi tha uska start hua tha sirf , vo mile hii 2020 ya2021-22 m hai , khud elvish ne kai baar bataya hai . Apne man se kuch bhi likhe ja rha hai tu
@ARocketsingh Phle pta chalta h kisi ka ki vo kal kya kregaa .....yha log family wale kya kya kr dete hai ye to fir bhi dost tha. Kaisi nonsense baate krte ho , kal ko koi aur dost hoga to uski kya guarantee h vo kaisa hoga. Pahado m rhne lag jaay kya akele sab chhod kr