पश्चिम बंगाल में ईद के दिन एक साधु को मारकर मंदिर के सामने लटका दिया है
चूंकि ये हिंदू साधु की हत्या है अतः इसे मीडिया में नहीं दिखाया जायेगा 😡
हत्या कर पेड़ में लटका दिए
@MandalArmyDelhi @Kamlesh70509811@yadavtejashwi Anjna om modi se aur asha hi kya ki ja sakti he.agar koi aakar kehde ki Rahul gandhi ne aisa bol diya to hafto bhi dibate chal sakti he.yh he paid media.
@nupursharma1__ Kyu drama karti ho.kisi dusre mulk me ho ya desh me kisi aur shasak ka raj he jo hindutv ke liye ladna padta he.dharam ke name par vote mangna hi tum aur tumhare akao ka kam he.
Sirf election jeetne ko kuch bhi bake jao.seedhy sadhy bhartiye bato me aarahy he.jald dhol ki pol...
@Dr_RizwanAhmed1 Aise to bohat galat ho jayega.log babao ke kehne me aakar koi 3 to koi 5 ya kisi baba ne to 10 bachy peda karne ko kehdiya.ab un becharo ka kya hoga?
Ajeeb ghsad he.🤔🤔🤔
@sambitswaraj@AmitShah Jhute ne jhute ko kaha he sach bolo
Sarkari aelaan hua he sach bolo
Ghar ke ander jhuto ki ak mandi he
Darvaze par likha hua he sach bolo.
Vese last election ke bad jds ke mla ko kisne khareeda tha.
Mote Bhai😉
@fan_hindus Fake id itna bhi per tweet nahi milta mote Bhai se ki aagra ghum sake.
Kyu sabse aankho dekha hall puchkar dil bahlane ki sochi.
Vese idia achcha he🤣🤣🤣
@nupursharma1__ Akdam sach boli ho medam ji.dar kar bhagkar chupna nahi chahiye.kai log to pata nahi aapko bhi kon kon se aliment ki shreni me rakhdety hen.
Vese aajkal dikhai nahi deti.kaha busy ho🤔
@Dr_RizwanAhmed1 Jhute felana hi karobar ban jaye to jhute boly bager khana hazam hi nahi hota.majburi he in bato ke bager chunaao bhi to nahi jeete jate.
@ShivamSanghi12 Had darje ki baktodi he.kabhi kehte ho Hindu khatre me he kabhi koi dar me he.kuch bhi....kuch bhi...
Lagta he manyver mukhtaar Ansari se milkar aankho dekha hal suna rahy hen.🤔