@drmbikaner@RailwaySeva@RailwaySeva @NorthWesternRly @drmbikaner Even if quarters are dismantled, school children and daily commuters use this road every day. Path bilkul kacchi h aur street lights nahi hain, jisse chhote bachon aur public ko bohot dikkat aur safety risk hota h.
@drmbikaner@RailwaySeva @NorthWesternRly Reminder: No progress ground level par. Road abhi bhi bilkul kacchi h aur street nahi hain, raat ko security risk rehata h. Please status update dein aur kaam shuru karwayein. Location: Near Sirsa Railway Station.
@drmbikaner@RailwaySeva drmbikaner @RailwaySeva @NorthWesternRly Even if quarters are dismantled, this path is heavily used by public and commuters near Sirsa station. Absence of road & streetlights creates serious safety risks at night.
@drmbikaner @NorthWesternRly @RailwaySeva
1 mahina ho gaya hai par Sirsa station ke paas wale raste par abhi tak koi kaam shuru nahi hua. Andhera aur kharab rasta abhi bhi safety hazard hai. Kripya bataiye kaam kab tak shuru hoga?
@drmbikaner @NorthWesternRly @RailwaySeva Sirsa Station ke paas jo rasta residential area jata h uski halat kharab h. Na road h na street lights. Raat ko bohot andhera rehta h aur safety ka khatra h. Please jald action lein. Location: Near Railway Station, Sirsa.
बठिंडा से सिरसा रूट पर सुबह 6 से दोपहर 1 बजे तक कोई ट्रेन नहीं है। इससे छात्रों, यात्रियों व मरीजों को भारी परेशानी हो रही है। रेलवे से अनुरोध है कि जनहित में सुबह एक पैसेंजर ट्रेन शुरू की जाए। 🙏
@RailMinIndia@AshwiniVaishnaw @DRM_Bikaner @DrmDelhi
@drmbikaner@RailwaySeva@AshwiniVaishnaw RailMadad 2026061609392 bina kaam shuru hue close kar di. Tender float hua h par jab tak road & street lights nahi lagti, tab tak area unsafe h. Jald ground work shuru karein. Near Sirsa Railway Station.
@RailMinIndia@RailwaySeva
Delhi Shakur Basti Railway Station, Platform No.5 par Rail Neer available nahi tha. Mujhe local brand ki packaged drinking water bottle kharidni padi. Kripya stall ka inspection karke Rail Neer ki availability sunishchit karne ki kripa karein.
@food_haryana Sirsa ke hamare area me ration har mahine bahut late milta hai.Dusre areas me 1–10 tareekh tak ration mil jata hai lekin hamare yahan 20–30 tareekh ke baad milta hai.Aaj 26 May ho gayi hai aur abhi tak ration nahi mila.Kripya issue check karke jaldi ration dilwaye
Sirsa railway station par sirf 2 platforms hone ki wajah se kai baar trains ko beech mein rokna padta hai. Passengers ko bina proper platform ke chadhna-utarna padta hai, jo unsafe hai. Railway se nivedan hai ki Sirsa station par Platform No. 3 jaldi banaya jaye.#IndianRailways”
Train No. 04784 Sirsa–Bathinda Passenger was issued Mail/Express ticket by ATVM operator and ₹50 charged instead of passenger fare. Passenger did not select ticket personally. Kindly check and refund excess fare. @RailMinIndia@RailwaySeva@drmbikaner