Keh rhe sir aap call rkhiyega aapko response dikhega network acha ho jayega ... Are ghante ka acha network..
Mahine bhar se yhi chal rha h kya laga rkha h .. 2/2...
@reliancejio@JioCare agar aap log dhang ka 4g network nhi de paa rhe h to 5g recharge kyu karwaya aur to aur ye air fiber wala kachra mere ghar se to nikalwa hi dijiye dekhta hu jab kaam nhi krta to dimag khrab ho rha h ...
Jab bhi complaint helpline pe baat kro to wo 1/2...
Haqeeqat ye hai gardish me sitara chal rha h
Gujari jaa rhi h
Bas guajara chal rha h
Gujari jaa rhi h
Bas guajara chal rha h
Mai kaafi der se kuh tay nhi kr paa rha hu
Ye kashti chal rhi h ya kinara chal rha h ....