Kagaz ke ek tukde ka intezaar hai,
Jis par humari saalon ki mehnat likhi hai.
Neend chhod kar jo raatein jaagi hain,
Aaj unhi sapnon ki aazmaish tiki hai.
Aayega result bhi, aur naam bhi chamkega,
Bas ye intezaar ab aur thoda sabr maangta hai." ❤🩹✌🙂
Kagaz ke ek tukde ka intezaar hai,
Jis par humari saalon ki mehnat likhi hai.
Neend chhod kar jo raatein jaagi hain,
Aaj unhi sapnon ki aazmaish tiki hai.
Aayega result bhi, aur naam bhi chamkega,
Bas ye intezaar ab aur thoda sabr maangta hai."❤🩹🥲🙂...