Jeb khali hai meri par dil ameer hai
Gham nahi hai paas paisa kam hai
Scammer bhi dekh ke bole isko chhod do
Ye to pehle se hi humse zyada bebas hai
Par Raaz ka to kissa hi alag hai
Khali jeb me bhi wo nawab hai
Na sikko main tola hai na noto main joda hai
Jo bhi hai dil me rakha hai
Zamana kehta hai tu kangal hai
Hum kehte hain tu bemisaal hai la jawab hai
Raaz sahab ye daur paise ka hai
Par tumhare jaisa yaar kaha hai dildaar kaha hai la jawab kaha hai
....
Khush raho khubsurat raho
Ghar ki deewaron main ek jannat basi hai
Bahar ki duniya to bas dikhawa si lagti hai
Kaam ki daud main dil thhak jaata hai
Ghar laut kar hi to sukoon aata hai
Within the walls of home a paradise resides
The world outside just feels like pretense
In the race of work the heart gets tired
It is only upon returning home that peace arrives
Good afternoon
👇👇👇👇👇
ज़िन्दगी एक किताब है
जिसका हर पन्ना नायाब है
कहीं गुजरे वक़्त से शिकायत,
कहीं ख़्वाहिशें बेहिसाब है
कहीं बिखरी हुई उम्मीदें
कहीं टूटे हुए ख़्वाब है
कहीं उलझी हुई बातें ,
तो कहीं मुस्कराती हुई याद है
ऐ ज़िन्दगी तू सच मे लाजवाब है, लाजवाब है
#GoodMorningEveryone ❤️☕️
Good night friends 😘
In this crowd I am alone
Lost in the rush a fair on my own
A thousand faces a thousand talks
Yet still within myself I am alone
Is huzoom mein akela hun main
Bheed mein gum hua mela hun main
Chehre hazar baatein hazar
Phir bhi khud se hi akela hun main
Matlab Dukh takleef nuksan Jaise Koi harz nahi matlab koi nuksan nhi
Udhar jo lena dena ha Paise ka karz bhi aur ehsan ka karz bhi
Matlab Zimmedari jo nibhana hi ha Jaise maa baap ki khidmat farz ha
Harz se bacho Karz chukao or Farz nibhao Zindagi khud ba khud sanwar jayegi
We gave our heart we didn't ask for a receipt
We are not traders we are heart givers
In love there is no profit just having you is enough
The heart's transaction happens through the eyes
No weighing no measuring we just gave our ❤️
This is the pen of the 💜 written from the 💜
Dil diya hai kuch suna na gina hai
Ishq kiya hai na socha na smjha hai
Na manfaat na zarar socha hai
Bas tu mera hai ye kissa tujh tak hi barabar kya hai
Manfaat or zarar
Ka matlab
Comment box me check
Chris Gayle was born on 21st September 1979 in Jamaica He grew up in poverty and started with street cricket
There came a time when everyone said his career was over But Gayle never gave up He made T20 his weapon
👇👇👇
Check comment box