@Nargis_Bano78 Kuchh log jo gurudwaron ke langar se Junaid ke kary ki tulna karate najar aa rahe hain.mandir aur gurudware me gareeb se ameer sabhi daan karte hain. Vanha yah sab desh ke bahar se aya dhan nahi hota. Aur na hi ye atankwadi paida karate hain.Dikkat kya hai janch se
@AnilYadavmedia1@surya_14kumar India me bahut pratibhayen hain.unhe mauka diya jana awasyak hai.sabhi khiladiyon ka form kharab hota hai.yuraj singh isake udaharan hain 3 sal bahar rahane ke bad fir team me aye aur oneday me 150 run ki pari kheli.Selctors ne theek kiya hai