Bhai @randomsena Itni maa behen to @ElvishYadav
ne bhi nhi ki thi jistni tumne kr di or uske baad hadd krdi poke krne ki uski maa uski purani gf sabko le aae...
Jaii Shree Ram bolne ke sath sath thode Shree Ram wale vichar bhi seekh lete..
NOTE: Not a #ElvishYadav Fan
Aaj mai bhott khush hu ye dekh kr ki hmne aese government choose ki hai jo karodo rupee kharch kr ke hmare dekh ke gareeb logo ki bhi jaan bachana janti hai...itihas me aesi bhi government thi jinhone aese hi kahi mamle me gareebo ko marne ke liye chora h #UttarakhandTunnelRescue