@irameshawasthi
माननीय सांसद जी
आपके संसदीय क्षेत्र के पनकी धाम स्टेशन पर कोरोना काल से बंद हुई गाड़ियो के स्टापेज, अद्यतन सामान्य स्थिति होने के बाद भी गाड़ियो का स्टापेज 15484/15483 18310/18309 18102/18101 शुरू नहीं हुआ है जिससे हजारो क्षेत्रवासी रोजाना परेशान हो रहे है ।
Hello sir ap ke sansadiya kshetra panki dham station par Muri/ Samba pur express aur Mahananda express up/down ka stoppage dilane ka kast kare ash pas ke yatri pareshan roj hate hai
@irameshawasthi
@drmncrald
Mahoday Panki Dham station par sambalpur 18310 up/down, tatanagar up/down, Mahananda express 15483/84 ka stoppage dijiye kanpur ka 80% janta ko pareshani ho rahi https://t.co/riXAStGuBS par dhyan dijiye.
@drmncrald
Mahoday Panki Dham station par tatanagar/sambalpur up/down, Mahananda up/down ka stoppage dijiye kyoki lockdown se pahle yaha par stoppage tha.
@drmncrald
@WesternRly@DRMJodhpurNWR#railmantri
Mahoday train 12307 how jodhpur me kuch problem hai jhatake har 2 minutes me lag rahe hai please short out.
@drmncrald
@AshwiniVaishnaw@RailMinIndia
Mahoday panki dham station par muri /mahananda 15483/84 ka stoppage bahal kijiye. Yatriyo ko asubidha ho rahi hai.
@drmncrald
Mahoday panki dham kanpur ka panchmukhi Hanuman ji ka tirth stall hai. Panki dham station par dur-dur se darshanarthi ate hai. Es liye mahoday ji panki dham station par muri aur mahananda 15483/84 ka stoppage dijiye. Apki yatriyo par mahan daya hogi.