Sab ko bekher dena apne ap se door karna bari baat nahin hoti...balke bara pan yeh hota hai k sab ko jor k rakha jaye aur isi mien hi taqat aur bhalai hai
.
.
.
The most powerful force in The Unviverse is nown as the STRONG FORCE, its what holds everything together. Literally ❤
Jab koi insaan majboorioun ka samna karta hai tou 2 cheezain hotin hain...
Ya tou woh khud dar hojata hai aur sanwar jata hai.
Ya phir woh khudgharz hojata hai aur bikhar jata hai.