@MehdiAJF313 Zikr-e Aliع ibadat
Koi bhi kar sakta hy
Zakir ka matlb zikar karne wala
Or zakir maulana bhi hyn or ye sab bhi
Or zikar bacha bacha karta hy
Aliع Aliع ki sada har momin mard aurat bachy burhe pe lazim hy
Yahi koe agar iran iraq ka bacha hota to ap log wah wah sy bharpur hote
@MehdiAJF313 Banane wale ne bana dia or ap ne uchalna shuru kar dia?
Ajeeb ho
Matlb har bat ko uchalna zaroori hy or dikhana zaroor hy k hum shia kese hyn?