@DeepikaBhardwaj Are madam aapko to badi bebaki se likhti thi to isme bhi likhiye na ki ye UP ke cabinet minister ki rishtedar hai aur UP ki yogi sarkar he ise bacha rahi hai
@venom1s@RTIActivist_KNP No Santosh will never get justice, aaj kisi aur ka baap mara hai kal humara ya tumhara baap marega in paise walo ke hatho aur phir aise he koi post dal raha hoga, reality of INDIAN judiciary and law
कानपुर: कल्याणपुर आवास विकास चौकी क्षेत्र में कृष्णा ग्रुप लिखी थार का कहर..!
लेडी सिंघम चालक सहित दो लोग सवार थार की टक्कर से बा��क सवार युवक के उड़े परखच्चे,
युवक की मौत की सूचना,वाहन में दो युवतियां सवार होने की चर्चा
पुलिस जांच जारी।
@Uppolice
@Dcpwkanpur
@kanpurnagarpol
@kanpursneed Aur sabse badi baat, usko agar Yogi ji se kuch mangna tha to kalyanpur vidha sabha mein ek bdia bada sarkari school ya bada sarkari hospital mangta, lekin manga kya fire station
@GlamWorldTalks Sahi baat, aj scout ke pass jada fame hai aur name hai to usko defend karne ke liye uski girlfriend ko bula ke sab sort karwa diya aur hero banwa diya, us ladki ka socho jiske upar ye beet raha hoga wo kya soch rahi hogi, aur apne aap ko kis tarah se dekh rahi hogi
@chitraaum Lag raha aapko share market ki jankari kam hai, jo US war mein hai uska market all time high pe hai, israel ka bdia perform kar raha aur hmare bharat ka covid ke time se bhi bekar perform kar raha
@upadhyayabhii Kya he bola jaye uttar pradesh ke kanoon vyavastha ki, abhi bhi agar koi BJP ko vote dega to unke baccho ke bhavishya ka jimmedar wo khud hoga
@Warlock_mohit Aur jo Madhya Pradesh aur Maharastra mein chuni gayi sarkaro ke vidhayako ko kharid pharos se apni sarkar bana li thi usko aap kya kahege?
@RubikaLiyaquat Ravan ka to putla saaaf saaf dekha ja sakta hai video mein, ye cockroach ke roop mein Godi Media ke sare anchors ko phooka jaega taki desh mein sacchi patrakarita phir se shuru ho
@romita_tiwari Unka naam bhi khulkar nahi le pa rahe hai ki kaun sa desh aisa karna chah raha, baki kuch bujurg milke humare yuvao ka bhavishya nahi taye karege, baki hum Gandhi ke desh se aate hai to hume shanti pasand hai